tehzeeb said:wow great MM
thanx chandani
MM
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Tumhein Zid Hai K "Main" Keh Doo'n,
Mujhe Zid Hai K Tum Keh Do..
"Mujhe Tum Se Mohabbat Hai
Tum Kaho Mujhse Mohabbat Hai"
Nahi'n Ye Jaante Dono K,
Mohabbat Bhala Kab Mohtaaj Hai Lafzo'n Ki,
Ye Kab Mohtaaj Hai Bhala Baato'n Ki,
Mohabbat Tou Humaari Dharkano'n K Saaz Mein Shaamil
Sureelay Geet Ki Maanind Hai,
Mohabbat Yaad Ki Devi Hai,
Jo Tanha Raat Ko Akser Aankho'n Mein Utter Aati Hai,
Mohabbat Muskeraahat Hai,
Mohabbat Sandalli Haatho'n Ki Naazuk Larzishou'n Mein Hai,
Mohabbat Soch Ki Gehraiyo'n Se Phoot-Ti Khushboo Hai
Jo Pal Pal Saath Rehti Hai,
Mohabbat Aankh Mein Palta Woh Pur-Israar Jazba Hai,
Jissay Ab Tak Koi Samajh Nahi'n Paaya,
Na Iski Koi Soorat Hai,
Na Iska Koi Pae-Maana,
Dhakkay Ilfaaz Mein Iska Bohat Izhaar Hota Hai,
Tah'hey Dil Se Tou Hum Don'n Iqraar Kerte Hain,
Magar Phir Bhi Na-Jaane Kyun...
Tumhein Zid Hai K Main Keh Doo'n,
Meri Iltajjah Hai K Tum Keh Do,
K Mujhe Tumse Mohabbat Hai...!!!
Greaaaaaaaat
Rapunzel said:Udaas chaand khulay paaniyo'n mai'n chor gaya
Wo apna chehra meray aanso'o'n mai'n chor gaya
Hawa kay jhoonkay say larzi thi aik shaakh-e-gul
Kissi ka dehan mujhe khushboo'n mai'n chor gaya
Galay milay thay mohabbat ke taiz dhoop mai'n ham
Yeh kon urtay hoaye baadlo'n mai'n chor gaya
Safar kay pehlay paraa'o mai'n marnay wala shakhas
Ajeeb khouf hamaray dilo'n mai'n chor gaya
Yeh kis nay ham ko banaya shakista mitti say
Phir iss kay ba'd ghanni baarisho'n mai'n chor gaya
Iss ehtamam say bikhray hoaye hai'n phool Hassan
Nisshani jaisay koi raasto'n mai'n chor gaya
shaista said:
Nice piece of poetry from song in movie Fanaa
Rooney de aaj tu humko, tu aankhein sujaney de
Bahon main le lene de aur khud ko bheeg janey de
Hai jo seene main qaid darya, woh chooth janey de
Hai itna dard ke tera daman bheeg jayega
just love this part of the song
javad said:
Miss mine said:
javad said:
Miss mine said:
Congratz javeeeeeeed G
tum baaaaaaaaaaaaz ajao..
thanks
welcum G
Chandni ne kaha aap ko ye naam bahut acha lagta hai
javeeeeeeeeeeeeed G
ye chandani aur tumhri pitai honay wali he
javad said:
Miss mine said:
Congratz javeeeeeeed G
tum baaaaaaaaaaaaz ajao..
thanks
Mystique said:
Miss mine said:
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
Congratzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz Missy
Well done
Awesome posting hunny soooooooo proud of u
Luv U
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
Thank you, mwahhh!
~tasha~ said:
Miss mine said:
Congratz to my Sweet
Loving Beautiful Angel
on ur ~*45ooo*~ Posts
lildude said:great
yeh poetry ka end kab hoga miss mine?
~CHANDNI~ said:
Ek pal mein wo has dete hai...
Duje hee pal mein khafa ho jaate hai...
Khatti-Meethi Nok Jhok se...
Hum ek duje ka dil behlate hai...
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Unke saath yeh duniyaa bhari si lagti...
Unke bina ajeeb sa sunapan hai...
Durr sahi unka saath muje hai mehsoos hota...
Baat na hone se Virana hai..
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Pal pal muje wo hai satate...
Muje hee yaad karte hai har pal..
Fir bhi hai kyun itna itraate...
Kabhi khushi tou kabhi ghum hai...
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Pyaar hum dono ek duje se karte...
Ladai ke mamle mein bhi aage hai rehte..
Pyaar bhi ladai bhi hai...
Nazdikiyaan - Tanhai bhi hai..
Kya iska hee naam Pyaar hai?
Ek duje ke bina ek pal bhi na reh paate..
Fir bhi ladne ke baad dono hai itraate..
Ek duje ki galti maff karna hai humne seekha
Haan isika naam tou pyaar hai...
tehzeeb said:very nice
YUN USEY ISHQ K JHANJHAT SAY RIHAYI DEY DI,
AIK HE LAFZ MEIN SADIYO KI JUDAYI DEY DI,
AZMAYISH THI K HUM DIL K SAKHI KITNEY HAIN.
HUM NEY KHAIRAT MEIN US BUT KO KHUDAYI DEY DI.
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:Ajeeb thi vo ajab tarha chahta tha main
vo baat kerti thi or khawab dekhta tha main
visaal ka ho k uskay firaaQ ka mosam
vo lazzatain theen k ander say toot'ta tha main
charha hua tha vo nasha k kam na hota tha
hazaar baar ubherta tha doobta tha main
phir uss tarha kabhi na soya na uss tarha jaaga
K ROOH NEEND MAIN THI OR JAAGTA THA MAIN
kahaan shikast hui or kahan payaa
KISI KA ISHQ KISI SAY NIBHAATA THA MAIN........
~tasha~ said:For beauty being the best of all we know
Sums up the unsearchable and secret aims
Of nature, and on joys whose earthly names
Were never told can form and sense bestow;
And man has sped his instinct to outgo
The step of science; and against her shames
Imagination stakes out heavenly claims,
Building a tower above the head of woe.
Nor is there fairer work for beauty found
Than that she win in nature her release
From all the woes that in the world abound;
Nay with his sorrow may his love increase,
If from man's greater need beauty redound,
And claim his tears for homage of his peace.
~tasha~ said:If you fear losing somebody you love
like rejection would be no surprise
even if they never said it out loud
you just knew by the look in their eyes
accept that anxiety is due to some action
we took while sleepwalking through life
we would be lying if we tried denying
we cause our own misery and strife.
There is a voice inside of our heads
that tells us of what is to come
deja vu turned upside down
is what it may seem like to some
whether it’s foresight or just premonition
it leaves you feeling quite strange
whisper or shout, it allows for no doubt
that your fortunes are due for a change.
The cyclical nature of the human condition
prevents us from being at ease
it bars the door to the peace that we seek
it’s a lock without any keys
hope and fear are two sides of a coin
a little like Abel and Cane
it’s not every day that just one will hold sway
in the end it adds up to the same.
Listen to this then, if you should find
your emotions won’t give you a breather
I’m telling you, dreams don’t often come true
but the nightmares rarely do either.
by Wish Belkin